Thursday, October 18, 2012

Reply: ::::|| VU ||:::: حاضر و ناظر و مالک احکام ہونے کا اعلی ثبوت، جو منع نہ ہو وہ حلال ہے - شان حبیب الرحمٰن صلے اللہ علیہ وسلم

 ساعه 
AA Khaaksar bhai

kafi din ho gaiy, apse sawal puchne ki himmat nahi ho rhi thi, 
to aaj choti si himmat krny laga hun k, aap yeh na samjain k apka reader kaheen gum ho gia hay...

  1. mujy iss 80 sala hadith k reference chahiye
  2. agr koi banda yeh rawayat hafty ko parta hay aur boht guneghar hay, aur vo agla jumma anay se pehle faut ho jata hay yani uski age 60 ya 80 puri ho jati hay, to vo kya kary ga, Nabi SAWW k Ahkam itne subjected and Due kesay ho gaiy?
  3. Nabi SAWW per darood bejny walay farishty baaki din chutty per hoty hain?
  4. jo darood nimazon main parha jata hay, vo kahan jata hay?
  5. aur vo darood to apne batlaya he nahi k konsa darood hy jo DAROOD-E-IBRAHEEMI K ALAVA HAY Q K USS BANDY K 80 saal k gunah to Nimaz k darood se bakhshy he nahi gaiy..., 

ab atay hain Quran ki jo tafseer apne pesh ki, jis main koi b reference nahi to meray zehan main uss per b chotay sawal a gy hain, kya karun bohat bay ilam hun, sawal kr kr k apna ilam barhana chahta hun

maslan
  1. Nabi SAWW ne Uss Aurat jo galti se zana kr bethi phir usko hamal b thehra gia, to Nabi SAWW ne usky bachy ko peda ho janay, balky usky maan k doodh peenay k arsy tak q sangsar nahi kiya?
  2. uss bachy ko HARAMI keh k ussi din jis din vo pehli dafa apki khidmat main hazar hoi toba k liay kay Aay... Allah k  Rasool SAWW mujy paak kr dain, bachy ko abhi to uss main shaid jaan b nahi pari thi, to q nahi marva dia sath he?

  3. aur jab vo aurat sangsar hoi, aur usky khoon k chentay parne par Khalid Bin Waleed RA ne uss khoon bura bola, to Nabi SAWW ne narazgi se kaha, Khalid! ISS AURAT KI TOBA ALLAH KO BOHAT PASSAND I HAY... aur yeh Bakhshi jaa chuki hay... aur yeh baat abhi ham sb janty hain k uss aurat ki toba ka wakia aaj b zinda hay...
  4. aur chota sa sawal k, Quran yeh q kehta hay k Ay Nabi SAWW, yeh log apse qayamat k baray puchty hain, to Nabi SAWW se phir Allah ne kaha k farma dain, vo to Allah he ko maloom hy, to sawal yeh peda howa Nabi SAWW ko kesay pata chal gia k, kon jannati hay, aur jahannami? 
یہ لوگ آپ سے قیامت کے متعلق سوال کرتے ہیں کہ اس کا وقوع کب ہوگا؟ آپ فرما دیجئے کہ اس کا علم صرف میرے رب ہی کے پاس ہے، اس کے وقت پر اس کو سوا اللہ کے کوئی اور ﻇاہر نہ کرے گا۔ وه آسمانوں اور زمین میں بڑا بھاری (حادﺛہ) ہوگا وه تم پر محض اچانک آپڑے گی۔ وه آپ سے اس طرح پوچھتے ہیں جیسے گویا آپ اس کی تحقیقات کرچکے ہیں۔ آپ فرما دیجئے کہ اس کا علم خاص اللہ ہی کے پاس ہے لیکن اکثر لوگ نہیں جانتے 7:187
  1. aur Nabi SAWW ki zaat-e-paak wa zaat-e-AKMAL SAWW, MELAD K SAWAB SE MEHROOM REH GAIY HAY... AB KYA KARAIN
  2. UNKO YA SAHABA IKRAM R.A. KO APNI ZINGION MA, YEH KHAYAL Q NAHI AYA K YEH SAWAB KA KAM KRNA HAY, CAKE B KATNE HAIN, BAZAR B SAJANY HAIN...?
  3. aab ham UN BAKSHI BAKHSHAI HASTION K LIYE WASAL-E-SAWAB KA KYA TAREEKA IKHTIYAR KARAIN?
  4. Nabi SAWW ne khud to yeh kam nahi kiya magar, 
abhi issi email aur apki pehle emails per b banda mazeed sawalat puchne ki InshaAllah, jald jasarat karay ga

Allah Hafiz... :)
On Fri, Oct 19, 2012 at 9:55 AM, خاکسار <muhammad_Bilal1@live.com> wrote:
 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

--
--
For study materials, past papers and assignments,
Join VU School at www.vuscool.com
 
Facebook Group link
http://www.facebook.com/groups/vuCoooL
 
CoooL Virtual University Students Google Group.
To post to this group, send email to coool_vu_students@googlegroups.com
 
home page
http://groups.google.com/group/coool_vu_students?hl=en
 
 
 

--
--
For study materials, past papers and assignments,
Join VU School at www.vuscool.com
 
Facebook Group link
http://www.facebook.com/groups/vuCoooL
 
CoooL Virtual University Students Google Group.
To post to this group, send email to coool_vu_students@googlegroups.com
 
home page
http://groups.google.com/group/coool_vu_students?hl=en
 
 
 

No comments:

Post a Comment