Kisi ne "Maa" se sawal kia k agar
app k Qadmoon se janat le li jaye......
aur Kaha jaye k kuch aur mang lo to
app Khuda se kia mangoo Gi..
.
.
.
.
Maa ne bohat khubsurat jawab dia k.....

"Main apni aulad ka NASEEB apne hath se likhne ka haq mangun gi
kyun k un ki kushi k agay mere liye her janat choti hai !!!!!!