Tuesday, September 25, 2012

Re: ::::|| VU ||:::: Pehlay Kalma Shareef k Ma`aani se kya hasal hota hay?

AoA wrw
Dear Brother!

  1. Kalmay main Abad yani Banday k alfaz nahi hain,,, jesa k apne translate kiya... see here http://www.lahorimela.com/wp-content/uploads/2010/09/Kalma-Tayyab.jpg
  2. q nahi hain? hikmat yahi k bando main Nabi SAWW ki waffat k bad unky vajood k sth mojod hony ka jaghra na ho... magar haiyyyyyy afsos, phir wahi baat. Allah hamain hadayat day... Ameen
  3. Hazrat Abu Bakar Siddique R.A aur dosry SAhaba R.A, AAP SAWW k pass atay to Yaa Rasoolullah Aap SAWW per hamary maan baap qurban kehty, magar AAP SAWW KI WAFFAT K BAD NAHI... qqq?
  4. baki rahi present tense ki bat.. Haqeeqatan meray walad sahab 2005 main wafat pa chukay hain, to jab mujy koi puchay, Ammar aapki waldiyat kya hay, to kya meh keh doon k nahi nahi meri waldiat Muhammad Munawar Javaid (late) nahi? keh doon? nahi kehna na? jee nahi kehna balky Waldiat bata deni hay k forms fill ho jaiy ya puchne walay ka maqsad pur ho jaiy..
  5. yani meray walad sahab (marhoob) iss dunia main existent (physically mojod, to be touched.) to nahi, magar unki waldiat, unka meray se mutallak rutba to mojod hay na?
  6. issi tarah kalma shareef mai, Rasool SAWW ki rasalat zinda rahay gi.... ussi ki taraf ishara hay...
  7. Nabi SAWW ne issi bat ko ahmiyat dety howa kaha, "mujy to rasool he bana kar beja gia"
  8. issi bat ka izhaar Nabi SAWW ki mohre Nabuwwat se hota hay, aur Nabi SAWW ki haqqaniyat aur Addal o insaf ki parakh ka andaza hota hay, aur quran k in alfaz par amal pera honay ka k "naik log har cheez ko uski jaga per rkhty hain" jaga per na rkhnay ko quran pak main Zulam se mukhatib kiya gya hy. http://www.lahorimela.com/wp-content/uploads/2010/09/Kalma-Tayyab.jpg
  9. Ap SAWW ko Amamul Anbiya A.S. ka khitab kesay mila? Nabi Kareem SAWW jab meraj k safar par gaiy to Aap SAWW ne dekha k wahan safain bani hain, wahan Hazrat Isameel, Hazrat Ibraheem, Hazrat Yaqoob, Hazrat Hazrat Shuaib, Hazrat Eesa, Hazrat Musa yani sab k sab Anbiya A.S. mojod thay, Aap SAWW heran howay issi bat per k mussaly  per apky Aba-o-Ajdad main se koi q nahi mojod? to Hazrat Jibraeel A.S. ne Aap SAWW ko pakra aur agay kar dia k Aap SAWW jamat karvain, jahan Ap SAWW MOJOD HAIN WAHAN KOI IMAM NAHI, TAB HE AP SAWW KO IMAMUL ANBIA KA TITLE MILA, to phir hamray molvi musally per q kharay ho jaty hain? waiz q krty hain? arfat k medan aur hajj k khutbon main q hamary imam jaty hain? vo q taqreerain aur khutbay party hain?
  10. Hamari Maain (Walidat), Hazrat Muhammad SAWW ki beevian, bewa q kehlain?
  11. agar Aap SAWW 
  12. Aap SAWW ne apna Musalla Hazrat Abu Bakar R.A. ko q ata kr dia? Apni zidgi mubarak k ikhtitam k nazdeek?
  13. Aap SAWW mushreekeen makkah se jab agay agay gaiy aur itni mushkil se ghar-e-hira main gaiy to q kiya essa? Un SAWW ko q nahi pata chala k kuffar peechay a rhy hain?
  14. Hazrat Bilal R.A. ne Azan kehny se q inkar kiya?
  15. Hazrat Umar R.A. taish main q agaiy ? Nabi SAWW ki wafat ki khabar sun ker?
  16. QURAN UTARNA Q BAND HO GIA?
  17. jooty log joty nabi hony ka dava q daway krty hain?
  18. kya Nabi Kareem SAW frishta thay? jinko mot nahi ani qayamat tak?
  19. Aap SAWW ki qabar mubarak main kon hay?
  20. Aap SAWW ko qabar mubarak main q utara gia?
  21. Ap SAWW physically nazar q nahi atay?
  22. Ap SAWW zinday thy to kuffar ne Ap SAWW k iss dunia se Rehlat Farma janay per q khushian manai?
  23. farishta hain? farishty to nokar hain insan k? aur ashraful Makhlooqat b nahi..... aur molod b nahi, jab k Nab SAWW ki waladat ba sa`adat hoi?
  24. khulfa Rashedeen q zaroorat q pesh i? 
  25. AGAR NABI SAWW NAZAR NAHI ATAY PHIR B MOJOD HAIN, TO APKI WALADAT KI ZAROORAT Q PESH I?
  26. Hazrat Abu Bakar Siddique ne, Khutba q irshad farmaya logon ko dilasa denay aur Nabi SAWW ki waffat ki haqqaniyat sabat krny k liay? KYA VO HABEEB-E-RASOOL NAHI THY?
  27. Bukhari Shareef ki hadith hay... Sahaba Ikram R.A. jab barish na hoti to Aap SAWW k pass atay dua k wasty , Issi tarah Aap SAWW k life main b barish nahi hoi to Sahaba Ikram RA Aap SAWW ky pass aiy aur barish k liay dua ki, hatta k dobara Ap SAWW k pas aiy aur barish rukwany ki dua ki... 
  28. phir 1 dafa aur barish nahi hoi... bhala kab? jab Nabi Kareem SAWW iss dunia se chalay gaiy thy... to log Khaleefa-e-Waqat k pass aiy, unho ne mashvra dia k dua ZINDA AUR APSE SE BUZURG O EMAN MAIN ALA SHAKSIAT SE KRVANI CHAHIAY, CHUNACHAY, Hazrat Abbas RA ka naam samne aya, issi tarah lo Aap R.A. k pass gaiy aur barish hoi, phir barish rukwany k liay b essay he unky pass ay? VO LOG KON THY? SAHABA IKRAM R.A. JO BAKSHY BAKHSAIY HAIN, JINKY BARAY NABI SAWW NE APNI SACHI ZUBAN SE FARMAYA k yeh CHAMAKTY SATTARY HAIN, jino ne inki tabedari ki ussne meri tabedari ki... vo gumra nahi ho skta... 
  29. agar Nabi Kareem SAWW exist krty thy to vo AAP SAWW K PASS Q NAHI AIY? UNKO HAZRAT ABBAS R.A. NABI SAWW SE BEHTER Q LAGAY? KAYA SAHABA R.A. NE AAP SAWW KI SHAAN MAIN GUSTAKHI KI?

 
ذَٰلِكَ مِنْ أَنبَاءِ الْغَيْبِ نُوحِيهِ إِلَيْكَ ۚ وَمَا كُنتَ لَدَيْهِمْ إِذْ يُلْقُونَ أَقْلَامَهُمْ أَيُّهُمْ يَكْفُلُ مَرْيَمَ وَمَا كُنتَ لَدَيْهِمْ إِذْ يَخْتَصِمُونَ
یہ غیب کی خبروں میں سے ہے جسے ہم تیری طرف وحی سے پہنچاتے ہیں، تو ان کے پاس نہ تھا جب کہ وه اپنے قلم ڈال رہے تھے کہ مریم کو ان میں سے کون پالے گا؟ اور نہ تو ان کے جھگڑنے کے وقت ان کے پاس تھا[3:44
Allah tala Nabi Muhammad SAWW se farma rhy hain,,,  yani na Phisically they, na he Ghaib ka ilam tha...




On Tue, Sep 25, 2012 at 7:06 PM, SA Pair <sapaired@gmail.com> wrote:
AoA wrw

Khaksaar bhai k subject k tehat kuch baat cheet ho rhi thi, k 1 bhai ne mujse chat per baat cheet shuru ki

yahi sara topic hy new, aur yeh hy un se hoi discussion... main puri post kr rha hu, so that koi change  na ho, aur koi baat apni taraf se shamal na ho
so yeh post unki taraf se hay. meri taraf se nahi...
________________________________________

Gumnam  

Gumnam: yeh group per

  kya chal raha hai

5:59 PM me: Wslam

  coool vu per?

 Gumnam: yes

  kyun itni behass kar rahey hoo

6:00 PM kya aap donoo koi moufti hoo

 me: yahi to bat hay, ham mufti nahi...

  aur Allah k Nabi SAWW k hawalay se bat ki hay

  yahi hamara fault apko dikh rha hay

  aap group se ain.

  or il be posting our chat on there

  :)

  im not biased nor in anger

6:01 PM Gumnam: ohh merey bhai

 me: aur quran k hawalay se bat ki hay

  main ne to next koi bat nahi ki

  just

 Gumnam: mera maltub sirf yeh hai ke baat sey baat kaheen aur ho jati hai

 me: Nabi SAWW aur Quran k hawalay se

6:02 PM aap ne sahi kaha

  magar main ne essi nahi kee

  just mera point abhi bhi

  vahi ayat aur points hain

  main ne kai dafa Khaksar bhai se guzarish ki hy k

  aap pehle vo sawal clear karain

  phir agay

  magr vo janab aur kuch bol dety hain

6:03 PM you can refer to all of the discussion

 Gumnam: yes I read everything

 me: so keep on :)

6:04 PM Gumnam: you have discussion about religion so if you stop once than he will be stopped

 me: no he dont wanna stop

  aur main to stop per he hun

  k

  un sawalat k jwb

6:05 PM aur quran ki ayat k ma`ni iss mozo k mutabik

 Gumnam: acha

  aik mera bhi aik sawal add karoo

 me: ?

 Gumnam: but mera naam nahi aana chahye a

 me: aap udhar se aa ker kr do

 Gumnam: nahi

 me: acha bolo

6:06 PM Gumnam: pheley kalme ka turjuma hai ke

  Allah aik hai aur Muhammad SAWW Allah ney bandey aur Rasool " hain"

  YA ka matlub hai woh hazir

6:07 PM tu jab Allah hum ney farma raha hai ke kehooo Muhammad SAWW Allah ke bandey aur rasool HAIN

  Hain ka word present sense hain

  its mean

  woh zinda howa

 me: ok

 Gumnam: for example

 me: when you done let me know

6:08 PM Gumnam: I am Gumnam

  this is present sense

  I was Gumnam this is past sense

  merey marney ke baad aap yehi kehoo gaye ke Gumnam mar gaya samney aaya kuch

6:09 PM tu hum Ya Muhammad SAWW kyun nahi keh saktey

  is ko Quran ya Haddess sey ghalat sabit kar ke dhekaooo ager koi prove hai tu batao

  sub sey poochooo yeh sirf

  Finish

 me: you done?

  ok gud

 Gumnam: yes

6:10 PM me: main iska jwb aur posting bad main krta hoon nimaz k bad

  abhi 1 2 guzarshat hain...

  aap meri baat mukammal honay k bad bolain gy

6:11 PM aur main aap ky iss topic ka new thread shuru karunga

  ta k topic differenciate ho

 Gumnam: ok but I will not participate in your new thread

 me: no you can

6:12 PM why wont you

  let me put 2 points here, then il come here after magrib

6:13 PM Gumnam: I cant discuss in front of group because I am involve in different forum with supervision level

 me: sab se pehle to yeh baat bohat he ajeeb aur sochne wali hay, k aap janab DEEN, aur Aaqa Mukarram SAWW k baray bat krna chahty hain aur ap apna naam chuapana chahty hain, q k aap kafi mashoor hain vu groups per aur, apki yeh deeni discussion apki NAMOOSS ko hurt na karay....

  baki bat nimaz k bad

  2ndly yeh k

  apka yeh sawal bohat he aam sa aur purana hay...

  not a matter

6:14 PM Allah Hafiz

  lets meet after magrib

OFFLINE mila vo b yeh neechay 1 line

6:15 PM Gumnam: noo Sir aisi baat nahi muhjey merey barooo ney mana kia hai deen ke bare mein behass karna

 

--
--
For study materials, past papers and assignments,
Join VU School at www.vuscool.com
 
Facebook Group link
http://www.facebook.com/groups/vuCoooL
 
CoooL Virtual University Students Google Group.
To post to this group, send email to coool_vu_students@googlegroups.com
 
home page
http://groups.google.com/group/coool_vu_students?hl=en
 
 
 

--
--
For study materials, past papers and assignments,
Join VU School at www.vuscool.com
 
Facebook Group link
http://www.facebook.com/groups/vuCoooL
 
CoooL Virtual University Students Google Group.
To post to this group, send email to coool_vu_students@googlegroups.com
 
home page
http://groups.google.com/group/coool_vu_students?hl=en
 
 
 

No comments:

Post a Comment