Tuesday, August 23, 2011

::::|| VU ||:::: Zikr Jab Hoga Mohabbat Main Tabahee Ka Kabhi

Falsafay Ishq Main Paish Aaye Sawalon Ki Tarha
Hum Pareshan Hi Rahay Apnay Khayalon Ki Tarha

Sheeshagar Bethay Rahay, Zikr-E-Maseeha Le Kar
Aur Hum Toot Gaye Kaanch Ke Pyaalon Ki Tarha

Jab Bhi Anjaam-E-Mohabbat Ne Pukara Khud Ko
Waqt Ne Paish Kiya Hum Ko Misaalon Ki Tarha

Zikr Jab Hoga Mohabbat Main Tabahee Ka Kabhi
Yaad Hum Aayen Gey Duniya Ko Hawaalon Ki Tarha

--
  1. Insan Dukh nahe detay, Insano se Wabasta Umeedein dukh deti hain


--
For study materials, past papers and assignments,
Join VU School at www.VusCool.com
and www.VUGuys.com
CoooL Virtual University Students Google Group.
To post to this group, send email to coool_vu_students@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/coool_vu_students?hl=en

No comments:

Post a Comment