Tuesday, September 18, 2012

Re: ::::|| VU ||:::: توبہ - بصرہ کی فاحشہ - حکایات الصالحین



is sari baat main aur is baat main jo real hy kitna fark hy ?



i think buhat ziada diff hy


likan abhi baat yahan tak to punchi hi nahi thi
keh msail ki traf aaty
aabhi to base ki baat chal rahi thi
aap ko shaid buhat jaldi hy msail main gusny ki

shaid koi ratta lgaya hoa hy


abhi tak aap ki base clear ni ho pai
shaid aap loog us main jaan booj kar abhaam rakhna chahty ho
is liy to the point jawab nahi dety
ya per apny mokaf se badal jaty ho


baat yeh hy keh 

aap khod ko ahl e sunnat kahty hain 

matlab Ahl e sunnat wal jmaat hanfi bralvi

Ahl e Sunnat Waljmaat ky nichy 4 immam hain 
un charoo main kisi ek ki mukamal takleed karna Ahl e sunnat waljmaat hy
likan tum loog Ahmad raza ko bhi immam kahty ho
aur un ki bhi takleed karty ho
jabkeh wo Ahle Sunnat ky immam nahi hain

per tum hanfi hony ka dawa karty ho
aur jab main ny poocha keh bralvi kia hy
to jawab dia gia keh immam abbu hanifa RA

Immam Azam Abbu hanifa RA ko manny ky liy to hanfi hona kafi tha
aur bralvi kis trah un se mansoob kai gia?



mujy sirf is baat ka jawab do keh Bralviat kia hy?
aur agar bralviat Immam Azam Abu Hnifa RA ko manna hy to per Hanfiat kai hy?
aur lafz bralvi ko kis tra Immam e Azam Abbu hanifa se mansoob kia gia hy?

--
--
For study materials, past papers and assignments,
Join VU School at www.vuscool.com
 
Facebook Group link
http://www.facebook.com/groups/vuCoooL
 
CoooL Virtual University Students Google Group.
To post to this group, send email to coool_vu_students@googlegroups.com
 
home page
http://groups.google.com/group/coool_vu_students?hl=en
 
 
 

No comments:

Post a Comment